Latest Government Jobs 2026 in Pakistan

 


Latest Government Jobs 2026 in Pakistan

Latest Government Jobs 2026 in Pakistan: A Complete Guide for Job Seekers.


Pakistan bar me berozgari ke khatme nojawan ko aage barne ke leye hukumat ne saal 2026 ke leye hazaron naye nokriyon ka ilan kia hain agar app ak behtareen career ki talah main hain aur sarkari mulazat hasil karna chahte ha to ye artical ap ke intehai ehem hain

Neeche deye gae table me app mukhtair maloomat dekh sakte ha,


Details Information


Organization Name Various Government Departments (Education, Health, Police, PWD)
Total Vacancies 5,000+ Posts


Education Required Matric, Intermediate, Graduate, Master...

Location All Over Pakistan (Mardan, Peshawar, Lahore, Karachi).  

Application Mode Online & Offline (Via Courier)

Last Date to Apply May 15, 2026 (Expected)

Organization Name Various Government Departments (Education, Health, Police, PWD) Total Vacancies 5,000+ Posts



Lists of Available Departments
Saal 2026 ke shuruat mein hi hukumat ne darj-zail idaron  mein bhartiyon ka silsila shuru kar diyaa hai:
Education  Department (School Education): Primary aur Secondary teachers ki hazaron asamiyaan khali hain.
Health Department: Doctors, Nurses, aur Lady Health Visitors (LHV) ke liye naye muqamat.
Punjab & KP Police: Constable aur Assistant Sub-Inspector (ASI) ki bhartiyan.
Federal Board of Revenue (FBR): Data Entry Operators aur Clerical staff.
Pakistan Railways: Technical aur non-technical staff ki zaroorat.
  Eligibility Criteria (Zaroori Kabiliyat)
Sarkari naukri hasil karne ke liye aapko darj-zail sharait par pura utarna hoga:
Educationa.l Qualification: Kam az kam Matric pass hona zaroori hai, lekin senior posts ke liye Master ya Graduation lazmi hai.
Age Limit: Aam taur par 18 saal se 30 saal tak, lekin hukumat ki taraf se age relaxation (umr mein riayat) bhi di jati hai.
Domicile: Candidate ke paas mutalqa district ya province ka domicile hona lazmi hai.
Physical Fitness: Police aur Armed Forces ke liye physical test  (Qad aur Chaati) ka pass hona zaroori hai.
Step-by-Step Application Process (Apply Karne ka Tarika)
Aksar log    isliye reh jate hain kyunke unhe apply karne ka sahi tarika maloom nahi hota. Aap in steps ko follow karein:
Official Advertisement: Sabse pehle mutalqa department ki website ya akhbar mein asali ishtihar (Ad) check karein.
Online Portal: Agar online apply hai, to mutalqa portal (jaise NTS, PTS ya Job Portal) par account banayein.
Form Filling:  Apni tamam malomat (Naam, Taleem, Address) sahi se daraj karein.
Documents Upload: Scan ki hui tasveer aur documents upload karein.
Challan Fee: Agar koi test fee hai, to mutalqa bank mein jama karwayein aur slip apne paas mehfooz rakhein.
Conclusion.     (Iktetaam)
Government Jobs 2026 aapke liye ek sunehra mauqa hai. Yaad rakhein ke sarkari naukri sirf mehnat aur sahi waqt par apply karne se milti hai. Apni tayari jari rakhein aur hamari website ko rozana check karte rahein taake aap kisi bhi nayi update se mehroom na rahein.

 

​📌 Recommended for You:​Read our complete guide on:   

          👇👇👇

Redmi 12 4G vs Redmi 13 Comparison

 

Comments

Popular posts from this blog

How to Start a Profitable Blog in 2026

5 Best Online Earning Apps in Pakistan

Top 3 Best Online Earning Apps in 2026.